Mujarib Wazifa Qaid Se Rehai Ka Amal

Mujarib Wazifa Qaid Se Rehai Ka Amal ,” Agar koi najaiz toor par apne baal bachon se juda ho kar qaid ho gaya ho ya kisi ka pata na chalta ho tou chand aadmi ikathay hon aur gin kar Ya Mujeebu sawa lakh baar parhain, parhai mukamal honay ke baad tamaam parhnay wale sar sajday main rakh kar qaidi ki qaid se rehai ki dua karain, is tarah 7 rooz tak yehi amal karain. Insha’Allah qaid se khalasi ho gi aur qaidi bahifazat apne baal bachon main ajaye ga.